Android Root Ke Faide Or Nuksaan : Advantage & Disadvantage In Hindi

Aaj Aapke Liye Ek Aiesa Article Lekar Aaya Hu Jisse Aapko Kuch Information Mil Sake...
Aaj Aapko Sikhunga Ki Mobile Root Karne Ka Fayda Aur Nukshaan Kya Hota Hai..

Root Karne Ke Faide Or Nuksaan Kya Hai Janiye Hindi Me, Kya Root Karna Chahiye Ya Nahi, Root Ki Jankari Hindi Me

To Aaiye Suru Karte Hai..

Aapko Pahle Ye Pta Hona Cahhiye Ki Root Hota Kya Hai..

>> Kuch Android Application Aiese Hote Hai Jinko Apne Phone Ki (Local Disk C:)  Me Permission Lene Ki Jarurt Hoti Hai...
To Uske Liye Mobile Root Kiya Jata Hai..
Root Agar Ham n Kare To Kuch App Ka Laabh Ham Nahi Utha Sakte..

Ab Janiye Ki Root Ka Fayda Kya Hai...

>> Root Karne Par Ham System App,Games, Ringtone, Etc. Feature Me Changing Kar Sakte Hai..
Unko Band Kar Sakte Hai Ya UnkoUpgrade Bhi Kar Sakte Hai...

>> Root Karne Par Ham Ads. Ko Bhi Remove Kar Sakte Hai...
Koi Game Ya Application Me Se..

>> Root Karne Se Ham Apps Aur Games Ko Hack Kar Sakte Hai..
Lucky Patcher Application Se..
Iske Baare Me Post Pahle Hi Published Hai..

>> Rooting Se Ham Wifi Ko Bhi Aasani Se Hack Kar Sakte Hai..

Wifi Hacking Ki Post Jald Hi Post Ho Jayegi...

Ab Janiye Root Ke Nuksaan..

>> Root Karne Se Aap Jo Marzi Kar Sakte Hai But..
Agar Aap Kuch Aiesa Data Delete Kar De Jiske Baare Me Aap Jante Nahi Aur Wo Phone Ka Data Ho To..
Aapka Mobile Software Destroy Ho Sakta Hai..
Phir Aapko Reinstall Karvana PadegaSoftware Ko...

>> Aur Root Karne Par Aapke Phone Ki Warranty Bhi Khatam Ho Jati Hai..
Kyonki Koi Bhi Company Root Karne Ki Permission Nahi Deti..
Ham Apne Own Risk Se Hi Phone Ko Root Maarte Hai. 

>> Aur Bhi Bahut Kuch Hai Dosto Fayde Aur Nuksaan..
Bas Ye Jyada Tae Use Hote Hai To Inke Baare Me Btaaya Gya Hai..

Enjoy Rooting..!!!

Tags :- Root Kya Hai, Root Kaise Kare, Root Ke Faide Or Nuksaan, Advantages & Disadvantage

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

फांसी देते समय जल्लाद कैदी के कान में क्या कहता है?

Verma Caste- और इनका इतिहास

Ram Full Form in Hindi : रैम क्या है